Please Don’t Show My Name & I want RTI against Building, Pull Create

Prime Minister Mr. Manmohan Singh Chief Minister, Delhi Mrs. Sheela Diksit

Dear Sir/Madam Please Don’t Show My Name

I Don’t Know Proper English, But I try

Dear Sir

government vibhag tender joki  advt ke through newspaper mein Pull sidhi ya more ke liye publish hote hai aur tendor mein jiski amount aur details kam hoti hai usko pass karta hai

but baad mein mujhe aisa lagta hai ki un tendor ki amount bada di jati hai. aisa kyo hota hai, jab pehle se sabhi kuch fix kar di jati hai ye saaman use hoga aur ush time uski kimaat itni hai to phir uska rate ushi chij ko banane mein kyo bada diya jata hai.

main ye janna chahta hu aise kitne tendor 1947 se aaj tak pass huye hai jinki amount bada di gayi magar un tender mein huya kaam wahi raha.

 

agar kisi kaaran se rate badaya gaya (loha, cement rate badne per) hai aur baad mein (loha cement) rate kaam ho gaye hai to kya tendor ki amount kam ki gayi hai ya nahi.

 

Leave a Reply